apki ek muskhurahat ne hamare hosh uda diye…. Hum hosh me aane hi wale the ki aap phir se muskura diye….!
Hi,This is in reply to ‘pyar karne waale ka haal aisa hota hai…..’`haan…pyar karne waale ka haal aisa hota hai….pyar zaroor karna….!haan…pyar karne wale judai ke waqt gum-sum ho jaate hain…magar milan ka ek kshan bhi unki zindagi sanwaar deta hai….pyar zaroor karna…!haan…pyar me aise jhagre hote hain…..magar sukh-dukh se hi to duniya tiki hai….roothe huwe ko manana hi to pyarhai….pyar zaroor karna…!haan….pyar me aise rona parta hai….magar ye ansu hi to pyar ki ummeed hai….jeene ki shakti hai….vishwashai…..pyar zaroor karna….!!kash ab bhi koi Unhe ye sab bata de to shayad…VO BHI PYAR KAR BAITHE !!`bye
Hi,
ResponderEliminarThis is in reply to ‘pyar karne waale ka haal aisa hota hai…..’
`
haan…pyar karne waale ka haal aisa hota hai….
pyar zaroor karna….!
haan…pyar karne wale judai ke waqt gum-sum ho jaate hain…
magar milan ka ek kshan bhi unki zindagi sanwaar deta hai….
pyar zaroor karna…!
haan…pyar me aise jhagre hote hain…..
magar sukh-dukh se hi to duniya tiki hai….roothe huwe ko manana hi to pyar
hai….
pyar zaroor karna…!
haan….pyar me aise rona parta hai….
magar ye ansu hi to pyar ki ummeed hai….jeene ki shakti hai….vishwas
hai…..
pyar zaroor karna….!!
kash ab bhi koi Unhe ye sab bata de to shayad…
VO BHI PYAR KAR BAITHE !!
`
bye